Realme C25 Full Specifications In Hindi | Realme C25 All Spec's | In Hindi

Realme C25:-

Intro:-Realme ne Launch kardiya unke C-Series ke 3 Smartphone. Realme C20, Realme C21 & Realme C25. Aaj hum iss Post par Realme C25 ke Full Specifications In Hindi Discuss karenge. Toh Let's Begin....

Realme C25
Source-Flipkart
Specifications:

Performance:-Realme C25 Smartphone par Mediatek Helio G70 ka Processor dekhne ko milta hain Jo tried & tested Processor hai. Ye Processor thoda old apr phir bhi thik thak Gaming ke Capability rakhta hai. Iss Smartphone par aap heavy App's ko bhi try kar sakte ho, smoothly chalega. Iss Smartphone par aap High FPS ka Games ko nhi play kar paoge. Ispar aap Free-Fire jaise Games ko hi enjoy kar paoge aur COD-Mobile ye sab Games ko aap just lowest Possible setting par khel paoge.
Realme C25 Processor
Source-Flipkart
Camera:-Realme C25 Smartphone ke Rear par 13+2+2MP (Primary+Macro+Depth) sensors dekhne ko milta hain. Front ke taraf 8MP ke single Camera Water Drop Notch par milta hai. Iss Smartphone Smartphone ke Rear & Front Cameras iss Price point par Dekhte thik thak hai. Realme C25 Smartphone ke Rear se 1080p,720p (60+60FPS) & Front se bhi 1080p,720p (60+60FPS) tak record kar paoge.
Realme C25 Camera
Source-Flipkart
Display:-Realme C25 Smartphone par 6.5 inch ke HD+ 60Hz Normal display dekhne ko milta hai. Iss Display ka Aspect Ratio 20:9 hai & 720×1600 ppi ka Display hai. Iss display par aap Media Consumption & Gaming ko bhout achhe se hi Enjoy kar paoge. But iss Display ka Viewing angle itna khas nhi hai.
Realme C25 Display
Source-Flipkart
Battery:-Realme C25 Smartphone par 6000MaH ka Biig battery bhi dekhne ko milta hain.
Realme C25 Battery
Source-Flipkart
Jo 18W ke Fast Charger & Type-C Cable In the box include milta hain. Iss Smartphone ke Bigg Battery aapko kam se kam heavy usage par bhi 2 Din ka Battery backup provide kar dega. Ye Smartphone 0-90% Charge hone ke liye approximately 90 minutes lag jaayega.
Realme C25 Fast Charger
Source-Flipkart
Connectivity & Sensors:-Realme C25 Smartphone par bhi sabhi Connectivity & Sensors dekhne milta hai Except 5G Network. Iss Smartphone par Dual Band 4G Network, Dual Band WiFi 5.0, Bluetooth 5.2, G-Cam etc. And Sensors jaise-Rear Mounted Physical Fingerprint Sensor, FM Radio, Accelerometer, Compass, Jyro, Proximity etc.

OS:-Realme C25 Smartphone par Realme Ui2.0 dekhne ko milta hain Jo Based hai Android 11 par. But iss phone par thode bhout add's bhi dekhne ko milta hai.

Port's & Buttons:-Realme C25 Smartphone par sabhi Port's & ka options milta hai jaise-Type-C Charger Port, 3.5mm audio Jack Port, Microphone Grill, Speaker Grill & Dedicated Sim card Tray Slot. Buttons-Power On/Off and Volume Up/Down Buttons.

Conclusion:-Aab wakt aata hai Conclusion ka, ki aapko ye Smartphone lena chahiye ya nhi. Realme ka C-Series starting se public ko value provide kar raha hai and ye Smartphone bhi apne Price point par achha Value provide karta hai. Toh aap iss Smartphone ko Purchase kar Sakte hai...

Disclaimer:-Iss Post par jo bhi kuch maine discuss kiya wo sab mere khudka opinion hai, isme kisi bhi Company ko Promot ya Down nhi kiya gaya hai.

Post a Comment

0 Comments